| Shadi ki shart |
| main ne jisay chaha us ki bat hi nirali hay us ki billi kani aur bhains ka naam lali hay us ne bhi kia izhar_e _muhabat sheer_o _shairy main shadi ka lia magar bapoon ne karni man mani hay wo to modern ho k peeta hay complain magar us k baap ne special rakhi chaiae ki peali hay goober uthana ata ho sheri larki ko us ki maan ne shadi ki shart nikali hay roop amrit istamal karti kun k us ki behn kali hay 2D gaddi khredtay khredtay khredy bhai ne tralli hay. |

