kisi bewafa ki yaad mein

kaash woh aa jaay mugy jaan se guzarty dekhy

us ki khuahish thi kabhi mugh ko bikherty dekhy

woh saleeky se hua hum se gurezaan warna

log to saaf muhabbat mein mukarty dekhy

waqt hota hai har dard ka marham MOHSIN

per kuch zakhm thy aisy jo na bherty dekhy

amra_aman