| Her Subah ka pehla Ujaala |
| Surkh Ghulab k Sarey Mausam Tere Naam Her Subah ka pehla Ujaala Tere Naam Teri Yaad ka behta Darya Mere lye Behti Jheel mai Phool Kanwal ka Tere Naam Jitne Khawab Khuda ne Mere Naam likhe Un Khawabon ka Resha Resha Tere Naam Tere bina jo Umar Beeti Beet gayi Ab is Umar ka baqi Hissa Tere Naam |

