tum na awo mujhay meRi khabaR day jaaNa
tum na awo mujhay meRi kha\'baR day jaaNa
dhondh kar muj ko kahiN se meray ghaR day jana

be\'wafie ka tumhaRi mujhaY daina hai jawab
cha\'nd lamhooN k leay apni nazaR day jana

in andherooN maiN mujhaY be tu safaR karna hia
meri raatooN ko be umeed-e-sehaR day jana

paa\'R utarna hai mujhaY tooti huiwe kashti peR
tum agaR cha\'ho tu dari\'ya ko bhanwaR day jana

manzilooN ka tu koi shooq nahi hia muj ko
chaltey rahnay k leay rah\'guzaR day jana
03453400042
Akash