| Dulhan Tumhen Banane Ko Dil Kiya |
| Dulhan Tumhen Banane Ko Dil Kiya
tumhare gum ko dekh tumhen apanne ko dil kiya tujhko dulhan apani banane ko dil kiya tha ab talak mere jeevan main gum ka andhiyara teri muhbbat ke chirag jalane ko dil kiya teri khushboo hi ajab hai ye phoolon ki malika tujhe lakar apana aagan mahkane ko dil kiya teri aankhon main dekhi ajab masti pyar ki sayad tabhi us mai doob jane ko dil kiya maine tumhen dene thi jamane ki saari khushiyan is liye tumhen jamane se churane ko dil kiya tum ko banakar dil ka aaina jab main huwa rubaru apani har khushi har gum sunane ko dil kiya tumhare gum ko dekh tumhen apanane ko dil kiya 2 Anabi dost 03132174713 |
| JiNNU |

