Khuwahish anjani c
kabhi youn aa mairi ankh main k mairi nazar ko khabar na ho ;)
mujhay aik raat nawaaz de phir iss kay baad magar sahar na ho :)

woh bara raheem o kareem hai mujhay yeah sift b atah karay.....
tujhay bhoolnay ki dua karoun to mairi dua main asar na ho...

mairay bazoun main thaki abhi maho e khawaab hai chandni...
na uthay sitaroun ki palki abhi ahatoun ka guzar na ho...

kabhi din ki dhpp main jhoom k shamb kay phool ko choom k...
youn hi saath saath chalain sadaah..! kabhi khatam apna safar na ho