Maray dosto mujhay chor do
shayed wo maray qareeb hay
maray dard ka jo tabeeb hay
jissay sochta hoon main raat din
jissay poojta hoon main raat din
maray dosto mujhay chor do
mujhay chor do maray haal par
sayed isi malal par
wo mara tou ho
wo mara tou ho
jissay sochta hon main raat din
jissay poojta hon main raat din
maray dosto mujhay chor do.