| TAMNA |
Dil o jaan se meri ye tamna hai ae dost! k mujh mein es tarh bas jao tum k meri dastan ban jao tum jab kabhi mein kuch kehna chahon to mera \"bayan\"ban jao tum!!!!!!!!! mein jahan apne sapno ke phool khila sakon mere liye aisa \"Gulstan \"ban jao tum!!!!!!!!! mein jab bhi kabhi bhi kuch likhna chahon to mera\"unwan \"ban jao tum!!!!!!!!!!!!!!!!! bas itn si \"tamna\"hai meri k mere liye mera JAHAN ban jao tum |
| Amar khan |

