| tanha chaand |
AE CHAND Ae chand tum kun tanha ho ? asman ki aagosh mein to itne sitare bikhre pare hain lakin phir bhi ae chand tum kun tanha ho yahan to har koi kisi ka sathi hai per tumhara sathi kon hai kya ye aasman kya ye tareek raat kya ye badal kya ye khamoshiyan ya phir Tanha log? |
| Amar khan |

